Na Manzoori Lyrics – Ash King: “Dete hain Na Manzoori” song is picturised on Ash King and sung by Ash King. Lyrics of “Na Manzoori” are penned by Naveen Tyagi and music is composed by Sundeep Gosswami.
Song: Na Manzoori
Singer: Ash King
Lyricist: Naveen Tyagi
Composer: Sundeep Gosswami
Cast: Ash King
Music on: Indie Music Label
Na Manzoori Lyrics – Ash King
Tere aur mera
Rishta hai aasmani
Sikhwe jamini bewajha
Duniya sunegi
Ek duje ki zubaani
Apne dilon ki daastan
Boond sa main hua
Aur bani tu Ghataa
Haan main hu tujhsa
Aur tu hai mujhsa
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa
Vaade iraade
Shartein hain azmaani
To phir hai kya fayda
Jaane Anjaane
Humne yeh baat maani
Kyu na jiye baakayda’
Main hua tinke sa
Aur bani tu hawa
Bahte hain dono
Rahte hain dono
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa